Posts

Showing posts from August, 2020

Aasan hai kya...... 😊

 Ek shrd sham, basheron ko laute panchi, apne ghr ko jata suraj aur mai.....  Mai, mai jaise thak haar baithi, khud ka wajood talasti, apne ashiyane se milon dur....  Jate hue logon ki bakar, gadiyon ke horn, sb, sb jaise thma sa mere liye, kuch sawal the jo krna tha khud se, aur jmane se.....  Jinhe hmesha fikr hoti meri, hr shm matha sahla kr apne ps bithate, hr sawal-jawab se pre mujhe befikr ho jina shikhate, girne pr sambhalte, bachpan me kandhe pr bitha ke tehalate, jb kbhi udasi ho chehre pr mere, bewajah ki batain kr hnsate.......  Itna waqt gujra, itne satrangi sapne bune maine, itni bewajah khwaish kri maine, itni atrangi si hasrtain  rhi meri, sb, sb yun palak jhapkate puri kri unhone......  Aaj sb sunya hai mere liye , sapne dekhe jo, unme apne sth unki bhi khwaishon ko bhi sanjoya tha, aur aaj, aaj jamana khta hai 'betiyan to parai hoti hai.....  Betiyan parai hoti to unka apna hai kaon......????  Ye sawal puchna hai jmane se, ye...

Undekha jana sa vo.... 😊

Log puchte hain mujhse tm ho kaon mere, Mn me bhut se khyal aye,Sbko darkinar kr  dundh bhri rt me ek khyl aya ,sch me tm ho kaon....?????                Mn bola; tm jaise vo ho jo mujhme ghum khin,Tm, tm jaise vo ho jo mujhme khin nhi...  Haaa, pana chahti hun mai vo sb jo tujhme shi.... Galat ka hisab us dundh rt ne kiya hi nhi....  Tm, tm jaise bchho ki muskan , tm, tm jaise rang birange khilaone ki dukan,Tm jaise kisi nanhi si chidiya ki phli udan, tm jaise sitaron sa timtimata asman, tm, tm jaise beparawah bebak se insn.....  Tm vo sb jo maine ganvaya hai khin....  Tm aaj bhi bebak se udte hue parinde, jiske pr chhuna chahti thi;pr tm, tmne to mujhe udna shikha diya, jo khoya tha mujhme, khin andr jma tha....... Sb , sb pigal kr smne tha mere....  Khud ko yun dekh kr darti hun mai, na chah kr bhi tere sang beparwah udti hun mai, smjhaya hai khud ko kai dfa, yun beparwaah hona thik nhi......  Haar jati h...